Monday, January 9, 2012

bara tha naaz humen apne dil ki sakhti par


bara tha naaz humen apne dil ki sakhti par,

Pighal k mom hua chaar boond paani se.!!

bara tha naaz humen apne dil ki sakhti par


Apnay Haseen Hontoon Ko Kisi Parday Main Chupa Liya Karo


Apnay Haseen Hontoon Ko Kisi Parday Main Chupa Liya Karo
Hum Gustaakh Log Hain Nazron Say Choom Liya Kartay Hain

Apnay Haseen Hontoon Ko Kisi Parday Main Chupa Liya Karo

Friday, January 6, 2012

jab wafao'n ka saliqa naheen aata tum ko


jab wafao'n ka saliqa naheen aata tum ko
pyar ka raug zamane ko lagate kyu'n ho?

jab wafao'n ka saliqa naheen aata tum ko

Sadaa Kho Jaaye Gham K Janglon Mein


Sadaa Kho Jaaye Gham K Janglon Mein
To Dukh Apne Dareeche Kholte Han,

Biyaan Awaaz Ka Muhtaaj Kab Hai ?
Zubaan Chup Ho To Aansu Bolte Hain
14;;Raat ek bheegay huye takiye ne,
Meri tanhai ka aalam afshan krdia!!!!
Sadaa Kho Jaaye Gham K Janglon Mein

jab wafao'n ka saliqa naheen aata tum ko


jab wafao'n ka saliqa naheen aata tum ko
pyar ka raug zamane ko lagate kyu'n ho?
jab wafao'n ka saliqa naheen aata tum ko

Tere Husn per Tareefon bhari Kitaab likh deta


Tere Husn per Tareefon bhari Kitaab likh deta,
Kaah kay teri Wafa tere husn kay braber hoti..!!
Tere Husn per Tareefon bhari Kitaab likh deta,

Wednesday, January 4, 2012

Sadaa Kho Jaaye Gham ke Janglon Main


Sadaa Kho Jaaye Gham K Janglon Mein
To Dukh Apne Dareeche Kholte Han,
Biyaan Awaaz Ka Muhtaaj Kab Hai ?
Zubaan Chup Ho To Aansu Bolte Hain
Sadaa Kho Jaaye Gham ke Janglon Main