Friday, January 6, 2012

jab wafao'n ka saliqa naheen aata tum ko


jab wafao'n ka saliqa naheen aata tum ko
pyar ka raug zamane ko lagate kyu'n ho?

jab wafao'n ka saliqa naheen aata tum ko

Sadaa Kho Jaaye Gham K Janglon Mein


Sadaa Kho Jaaye Gham K Janglon Mein
To Dukh Apne Dareeche Kholte Han,

Biyaan Awaaz Ka Muhtaaj Kab Hai ?
Zubaan Chup Ho To Aansu Bolte Hain
14;;Raat ek bheegay huye takiye ne,
Meri tanhai ka aalam afshan krdia!!!!
Sadaa Kho Jaaye Gham K Janglon Mein

jab wafao'n ka saliqa naheen aata tum ko


jab wafao'n ka saliqa naheen aata tum ko
pyar ka raug zamane ko lagate kyu'n ho?
jab wafao'n ka saliqa naheen aata tum ko

Tere Husn per Tareefon bhari Kitaab likh deta


Tere Husn per Tareefon bhari Kitaab likh deta,
Kaah kay teri Wafa tere husn kay braber hoti..!!
Tere Husn per Tareefon bhari Kitaab likh deta,

Wednesday, January 4, 2012

Sadaa Kho Jaaye Gham ke Janglon Main


Sadaa Kho Jaaye Gham K Janglon Mein
To Dukh Apne Dareeche Kholte Han,
Biyaan Awaaz Ka Muhtaaj Kab Hai ?
Zubaan Chup Ho To Aansu Bolte Hain
Sadaa Kho Jaaye Gham ke Janglon Main

Sunday, January 1, 2012

Afsoos to yeh hai

Afsoos to yeh hai kay tu kam'sin bhi nhi hai
Phir kyun tere haathon mein khilonay ki tarah hun...!!
Afsoos to yeh hai

Meray dil ki hai yehi arzo

Meray dil ki hai yehi arzoo mujhay tohi bus mila karay
Yoohi chaahay mujh ko taamam umar na shikaitain na gila karay
Meri chahtain, meri khwahishain, meri zindagi hai teraay liye
Meri rub say yehi dua hai bus..tujhay koi na mujh say juda karay
Meray dil ki hai yehi arzo